Chaliye Madina Batta Hain Sadqa Hussain Ka Lyrics
1. Chaliye Madina Batta Hain Sadqa Hussain Ka....1
Aray Dono Jaha Mein Jashn Hain Maula Hussain Ka....
Jannat Hussain Ki Hain, Zamana Hussain Ka....
Aray Kaise Batau Hain Bhala Kya Kya Hussain Ka....
Chaliye Madina Batta Hain Sadqa Hussain Ka....1
2. Kyun Dar Badar Bhatak Ta Hain Jannat Ke Vaaste ....
Aray Jannat Ko Leke Jaata Hain Rasta Hussain Ka...X 2
Duniya Fakhir hai Mera Maula Ameer Hain....
Milta Hain Roze Shab Mujhe Sadqa Hussain Ka....
Chaliye Madina Batta Hain Sadqa Hussain Ka....
3. Padta Na Tha Hussain Ka Saaya Zameen Par....
Aray Abbas Hi The Asr Mein Saaya Hussain Ka.... X 2
Chaliye Madina Batta Hain Sadqa Hussain Ka....
4. Fitrust Ko Balo Par Mili Maula Hussain Se....
Aray Hajat Rawai Karta Hai Jhula Hussain Ka....
Chaliye Madina Batta Hain Sadqa Hussain Ka....
5. Duniya Ki Fikr Hain Na Hame Hashr Ka Hain Dar....
Aray Dono Jaha Mein Chalta Hain Sikka Hussain Ka.... X 2
Chaliye Madina Batta Hain Sadqa Hussain Ka....
6. Maatam Ke Yeh Nisha Nahi Dawar Khuda Gawa....
Seene Pe Mere Naam Hain Likha Hussain Ka..... X 2
Chaliye Madina Batta Hain Sadqa Hussain Ka....